March 6, 2011

boond

baarish ki wo boond hun mein,
jo kabhi akeli jagmagaye,
kabhi paani mein mil jaye

2 comments:

रश्मि प्रभा... said...

barish kee ek bund ... sondhi si, nam si ... pardarshi , her rachnaaon ki apni khasiyat hai - hindi mein type karen

Anuradha Sharma said...

Thank you Rashmi ji. Mere paas hindi ka font nahi hai .. mein koshish karungi ki mil jaaye